Gham – e – hayat mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 15 Apr 1999.
Gham – e – hayat mein koi kami nahin aayi

Nazar fahed ke teri jamaan aar aayi
Gham – e – hayat mein

Woh daastan jo teri dil kashi ne chhedi thi

Hazaar baar meri saadagi ne dohraai
Hazaar baar meri saadagi ne dohraai
Gham – e – hayat mein koi kami nahin aayi
Gham – e – hayat mein

Fasaane aam se hi meri chasmein heraan hain

Tamashe banate rahein hain yahan tamashai
Tamashe banate rahein hain yahan tamashai
Gham – e – hayat mein koi kami nahin aayi
Gham – e – hayat mein

Kisi ke husno ne tamanna ka paas hain warna

Mujhe khayaal jahan hain na khof rushwaai
Mujhe khayaal jahan hain na khof rushwaai
Gham – e – hayat mein koi kami nahin aayi
Gham – e – hayat mein

Main sochta hoon zamane ka haal kyaa hoga

Agar ye uljhi huyi zulf tune suljhaai
Agar ye uljhi huyi zulf tune suljhaai
Gham – e – hayat mein koi kami nahin aayi
Gham – e – hayat mein
Nazar fahed ke teri jamaan aar aayi
Gham – e – hayat mein.