Geet tera saaz ka song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dewan A.D. Nayyar. This song was released on 01 Jan 2018.
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Tu bhi mera saathi ban
Jaa main teri hamraaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Tu bhi mera saathi ban
Jaa main teri hamraaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn


Aa jaa milke batle ho
Kya khushiya kya gham
Aa jaa milke batle ho
Kya khushiya kya gham
Tanha tanha tanhaai ka
Zaher peeye kyun ham
Tu mere jeevan ka panchhi
Main teri parwaaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Tu bhi mera saathi ban
Jaa main teri hamraaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn


Do deen ka saath nahin ho
Saari umr ka hain saath
Do deen ka saath nahin ho
Saari umr ka hain saath
Jiiteji na honge juda
Ye aaj mile jo haath
Tu mere saanson ka malik
Main teri daam saaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Tu bhi mera saathi ban
Jaa main teri hamraaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn.