Gazab ka hai yeh din song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Ajay Kapoor. This song was released on 12 Feb 2016.

Chal pade hai hum aisi raah pe
Befikar huwe ke ab jaana kahan
Lapaata huwe saare rastein
Dhundega hume ye zamana kahan

Ye sama hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi barishein hai har jaga
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jaga

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe

Jaisa hun waisa hi
Rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kaha
Rookna thehar na mujhko aata hai kahan

Ye sama hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi barishein hai har jaga
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jaga

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)