Garam garam pani song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Indra Kumar, Ashok Thakeria. This song was released on 15 Apr 1988.
Jab se gaya mera balma bedardi
Angaro si dahke meri jawani
Chhu ke mera tan jal jaye ab to
Kali ghata si barsta wo pani


Garam garam pani naram ye jawani
Garam garam naram naram meri jawani
Garam garam pani naram ye jawani
Garam garam naram naram meri jawani
Pas nahi aana hath na lagana
Pas nahi aana hath na lagana
Hath jo lagao to
Jal jaoge mit jaoge
Jal jao mit jao jal jaoge
Garam garam pani naram ye jawani
Garam garam naram naram meri jawani


Arey viski piyo thanda piyo
Pyase ho to pi ke jiyo ji
Arey viski piyo thanda piyo
Pyase ho to pi ke jiyo ji bhar piyo
Pi ke jiyo ji bhar piyo
Botal kabhi khali na ho
Aankho ki masti me
Dube to phir hoga kya
Jal jaoge mit jaoge
Jal jao mit jao jal jaoge
Garam garam pani naram ye jawani
Garam garam naram naram meri jawani


Arey kholu jo main ghungata kabhi
Kha jaye dil chakkar sabhi
Kholu jo main ghungata kabhi
Kha jaye dil chakkar sabhi
Maru jo main thumka kabhi
Deewani ho sari gali
Takraya dil mere dil
Se to phir hoga kya
Jal jaoge mit jaoge
Jal jao mit jao jal jaoge
Garam garam pani naram ye jawani
Garam garam naram naram meri jawani
Pas nahi aana hath na lagana
Pas nahi aana hath na lagana
Hath jo lagao to
Jal jaoge mit jaoge
Jal jao mit jao jal jaoge.