Gali gali meine tujhe song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by P. Babji. This song was released on 01 Jan 2018.
Hai gali gali
Gali gali meine tujhe dhuda sanam
Dhuda sanam
Ab mila hai tera thikana
Gali gali meine tujhe dhuda sanam
Dhuda sanam
Ab mila hai tera thikana
Mere samne teri surat
Ab kya kisi ki jarurat
Tujhe pakar aisa laga hai
Kuch aur nahi kuch pana
Hai gali gali
Gali gali meine tujhe dhuda sanam
Dhuda sanam
Ab mila hai tera thikana


Masti aa ha chad gayi aa ha tere hi rup ki
Kaisa aa ha nasha aa ha dolu main jhumati
Mausam pyara yeh pyara nazaara
Phir bhi koi kami
Meri bahe khali khali baho mein tu jo nahi
Aanhkon mein bhar gayi
Dil mein utar gayi dil hua mastana
Gali gali
Gali gali meine tujhe dhuda sanam
Dhuda sanam
Ab mila hai tera thikana
Mere samne teri surat
Ab kya kisi ki jarurat
Tujhe pakar aisa laga hai
Kuch aur nahi kuch pana
Are gali gali
Gali gali meine tujhe dhuda sanam
Dhuda sanam
Ab mila hai tera thikana


Chanda aa ha tara aa ha
Mange to dedu sanam
Chanda aa ha thanda aa ha
Tara bahut hi garam
Auro se bhage o dil tujhe mange
De de to dil o sanam ha
Aa bhi jaane do waqt aane do
Dedenge tumko sab hum
Khwabo ki manzil duniya ka hasil
Hai tujhko pana


Gali gali
Gali gali meine tujhe dhuda sanam
Dhuda sanam
Ab mila hai tera thikana
Mere samne teri surat
Ab kya kisi ki jarurat
Tujhe pake aisa laga hai
Kuch aur nahi kuch pana
Are gali gali
Gali gali meine tujhe dhuda sanam
Dhuda sanam
Ab mila hai tera thikana
Ab mila hai tera thikana
Ab mila hai tera thikana
Ab mila hai tera thikana.

More songs from Maha Shaktimaan (1985)