Gali gali badnam ho gaya song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kadar Kashmiri, Jagdish A. Sharma, Ibrahim Surti. This song was released on 20 May 1986.
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke
Metar dawn ho gaya
Dekhu yahan dekhu wahan
Jaye nazar jaha jaha
Dekhu yahan dekhu wahan
Jaye nazar jaha jaha
Hamse na pucho dekha
Tumko kahan kaha
Kaha kaha kaha kaha
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke
Metar dawn ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke
Metar dawn ho gaya


Bulbul ki zindagi hain
Phoolo ki dal par
Driver ki zindagi hain
Motar ki chal par
Bulbul ki zindagi hain
Phoolo ki dal par
Driver ki zindagi hain
Motar ki chal par
Dil mera chal raha
Eingine ki tal par
Yado ki battry ko
Rakha sambhal kar
Tune o jane jigar mara
Wo teer e nazar
Tune o jane jigar mara
Wo teer e nazar
Main to khallas ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke
Metar dawn ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke
Metar dawn ho gaya


Pahli nazar mein dil
Mera iman se gaya
Aankho mein rang cha gaya
Is sham se gaya
Teri ada ki bat bhi
Itni si baat hain
Jo tu tujhko jan gaya
Wo jan se gaya
Wo jan se gaya
Mar jaunga tumhi par
Aye jane zindgani
Dohrayegi ye duniya
Ulfat ki kahani
Mar jaunga tumhi par
Aye jane zindgani
Dohrayegi ye duniya
Ulfat ki kahani


Aankhe khuli rahengi
Marne ke baad meri
Tasveer hogi dil mein
Aakhir teri nishani
Mujhpe hain tera asar
Jane hain sara nagar
Mujhpe hain tera asar
Jane hain sara nagar
Mai to barbad ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke metar dawn ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke metar dawn ho gaya.