Fakeera song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Yash Chopra, Aditya Chopra. This song was released on 07 May 2010.
Chaani jo khaak t
Mitt ke sona tu ban gaya
Ghamon ki aag mein
Tap ke sooraj tu ban gaya
Chaani jo khaak to
Mitt ke sona tu ban gaya
Gamon ki aag mein
Tap ke sooraj tu ban gaya
Aaj paaya hai tuney
Sab kho ke mureeda
Mili jannat tujhe to
Jab bigda naseeba
Fakeera fakeera fakeera
Fakeera fakeera


Haathon se nikli manzil jab
Yeh daaman chhuth gaya
Aye bekhabar tu benoor
Ho ke roshan ho gaya
Bhari hai yeh khaali si
Jholi jo tu bhatka dar badar
Yeh bhi na jaane
Yeh kaafir ki dua ka hai asar
Jo taare se toota
Sab khwaish milegi
Zara haathon ko phailaa
Mannatein sab milengi
Fakeera fakeera fakeera
Fakeera fakeera


Hua tabah aur hadd se
Zyada khoya jab qaraar
Udhi udhi tab saansein
Jaise udta hai gubaar
Socha karey kis pal mein
Dil ko raahat hai mili
Khuda ke ghar mein taalim
Tujhko gir ke jab mili
Aaj paaya hai tuney
Sab kho ke mureeda
Mili jannat tujhe to
Jab bigda naseeba
Fakeera fakeera fakeera
Fakeera fakeera.