Faisalaa tumako bhuul jaane kaa song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
faisalaa tumako bhuul jaane kaa
ik nayaa kaab hai diiwaane kaa
dil kalii kaa laraz laraz uthaa
zikr thaa phir bahaar aane kaa
hausalaa kam kisii men hotaa hai
jiit kar kud hii haar jaane kaa
zindagii kat ga_ii manaate hu_e
ab iraadaa hai ruuth jaane kaa
aap shahazaad kii na fikr karen
wo to aadii hai zakm khaane kaa