Ek toota tara hu song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ashok Saraswat, Jagat Parikh. This song was released on 01 Jan 2018.
Ek toota tara hu
Ha taara hu
Aisa awara hu
Awara hu
Dil hai deewana mera
Gham hai khajana mera
Kismat ka mara hu
Ek toota tara hu
Ha taara hu
Aisa awara hu
Awara hu


Tere kadmo ke niche
Main apne nain bichhau
Dil ki tamanna hai ye
Main tere kaam aa jau
Ho par kaise badlegi ya
Hatho ki chand lakire
Toote bhi na tootegi
Kismat ki ye zanjeere
Kaisa majbur huwa
Toot ke main chur huwa
Main besahara hu
Ek toota tara hu
Ha taara hu
Aisa awara hu
Awara hu


Ek din ye jaan nyochhavar
Ha tujhpe kar dungi main
Inhi aankho ke moti
Daaman mein bhar lungi main
Kaise batenga koi
Mere dil ki tanhai
Le de ke ek khushi bhi
Mujhko wo raash na aayi
Jeene ka bahana mera
Gujara zamana mera
Dil apna hara hu
Ek toota tara hu
Ha taara hu
Aisa awara hu
Awara hu.