Ek taraf hai yeh zamana song is from and it is sung by , , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shyam Sunder Shivadasani. This song was released on 16 Sep 1977.
Duniya hai aati jati
Ham to hai dil ke sath
Duniya hai aati jati
Ham to hai dil ke sath
Sine me dil na ho to
Jine ka kya maja ho
Dilwale sirf dilbar baki ke log pathar
Dilwale sirf dilbar baki ke log pathar
Aa yar muskuraye tujhko gale lagaye
Aa yar muskuraye tujhko gale lagaye
Mahfil me cha gaya hai
Hotho pe aa gaya hai
Ek taraf hai ye jamana
Ek taraf dil deewana
Ek taraf hai ye jamana


Duniya ko bolne do
Tum dil ko bolne do
Hamko hai pyar karna
Fir kya kisi se darna
Ye husno ishk kya hai
Kya hai husno ishk kya hai
Kya acha kya bura hai
Kya gum hai kya khushi hai
Ulfat hi jindagi hai
Kya gum hai kya khushi hai
Ulfat hi jindagi hai
Jine ka ek bahana
Ek taraf hai ye jamana
Ek taraf dil deewana
Ek taraf hai ye jamana
Ek taraf dil deewana
Ek taraf hai ye jamana
Ek taraf dil deewana
Ek taraf hai ye jamana
Ye jamana
Ek taraf dil deewana
Deewana.