Ek manzil ek safar song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ek manjil ek safar hai
Ab hamara aapka
Ha aapka
Har kadam par chahta hai
Dil sahara aapka
Ha shara aapka


Aap or hum ek hai
Ab hamse mar sharmaiye
Dil ki had se aage badhiye
Ruh par chha jayiye
Kya kaha ye aapne
Ek bar phir dohrayiye
Jane kyu lagta hai
Har andaz pyara aapka
Andaz pyara aapka
Ek manjil ek safar hai
Ab hamara aapka
Ha aapka


Wo chaman chhuta
Wo hawa gayi
Main kaha se kaha aa gayi
Hui sabko chhod ke aapki
Mere dil mein kya ye sama gayi
Laut aayegi gujri bahar
Hampe nahi kya atbar
Jan se pyara hai hamko
Har ishara aapka
Ha ishara aapka
Ek manjil ek safar hai
Ab hamara aapka
Ha aapka.