Ek din (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 25 Sep 2012.
Ek din aur zindagi ko mila
Ek din aur zindagi ne jiya
Ek din aur zindagi ko mila
Ek din aur zindagi ne jiya
Ek din poochhta tha raaton ko
Ek din aur mila tha baaton ko
Ek din koshishon mein uljhi saans
Ek din manzilon ki thi kuch aas
Ek din aur zindagi ko mila
Ek din aur zindagi ne jiyaa


Ek din tum hamare apne thay
Ek din bas adhoore sapne thay
Ek din tum the meri baahon mein
Ek din kho gaye the raahon mein
Ek din ye zameen thi chaandi si
Ek din zindagi thi aandhi si
Ek din ye zameen thi chaandi si
Ek din zindagi thi aandhi si


Ek din mere ghar mein mela tha
Ek din bas khada akela tha
Ek din ki hi sab kahani hai
Ek din ki ye zindagani hai


Ye bhi din bas sarak chal dega
Ye bhi din bas sarak chal dega
Naa jane kahan
Naa jane kahaan
Naa jaane kahaan.