Ek din sanam ye gussa song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Harmesh Malhotra. This song was released on 01 Jan 2018.
Aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Hanske na sahi roke hi sahi
Hanske na sahi roke hi sahi
Ye waqt apna nikal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega


Sun lo kahani hamari
Phir aage marji tumhari
Sun lo kahani hamari
Phir aage marji tumhari
Pachhtaoge sharmaoge
Pachhtaoge sharmaoge
Jab tak pata tumko chal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega


Mana hansi tum jarur ho
Par kisliye magrur ho
Mana hansi tum jarur ho
Par kisliye magrur ho
Is husn ka kya aitbar
Is husn ka kya aitbar
Ye aaj aaya hai kal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega


Tirchhi nazar ki katariya
Chhodo na ye chingariya
Haye tirchhi nazar ki katariya
Chhodo na ye chingariya
Pani nahi ye aag hai
Pani nahi ye aag hai
Is aag me koi jal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega.