Ek din arman bhara song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ranjit. This song was released on 01 Jan 2018.
Ek din ek arman bhara dil
Ek din ek arman bhara dil
Ulfat se do char hua
Ek din ek arman bhara dil
Ek nayi duniya jo dekhi
Us duniya se pyar hua
Ek din ek arman bhara dil


Haskar kan mein aasha boli
Ye sab duniya teri hai
Tere liye hi zindagi maine
Charo aur bikheri hai
Paake sahara aasha ka dil
Paake sahara aasha ka dil
Jine ko tyar hua
Ek din ek arman bhara dil


Ek din kismat dil se boli
Pal raha hai mushkil tu
Dekh raha hai khwab suhane
Pagle nahi is kabil tu
Haye lakh kaha kismat na mani
Haye lakh kaha kismat na mani
Kahna sab bekar hua
Ek din ek arman bhara dil


Pyar ka mara dil bechara
Kismat ko na shal saka
Apni duniya dekh saka na
Apna aap sambhal saka
Tut gaya kismat ka mara
Tut gaya kismat ka mara
Marna bhi dushwar hua
Ek din ek arman bhara dil
Ek din ek arman bhara dil
Ulfat se do char hua
Ek din ek arman bhara dil.