Ek chand badalon mein song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dr. V. P. Singh. This song was released on 20 Jun 2014.
Ek chand badalon mein
Chhupa chhupa ke dekhta hai
Ek chand badalon mein
Chhupa chhupa ke dekhta hai
Mera chaand kitana sundar
Mera chaand kitana sundar
Aur kaisa dilruba hai


Mera pyaar hai zameen par
Insaan yaa devta hain
Mera pyaar hai zameen par
Insaan yaa devta hain
Us ko samaj na paaun
Us ko samaj na paaun
Sab se juda juda hai


Alhan hai naazani hai
Hai pyaar se bhi pyaari
Aye alhan hai naazani hai
Hai pyaar se bhi pyaari
Samja sakoon na dil ko
Samja sakoon na dil ko
Janmo se ye fidda hai
Mera pyaar hai zameen par
Insaan yaa devta hain
Ek chand badalon mein
Chhupa chhupa ke dekhta hai


Hum saath hi jeeyenge
Hum saath hi marenge
Hum saath hi jeeyenge
Hum saath hi marenge
Waada raha humara
Waada raha humara
Humne yahin adda hai
Ek chand badalon mein
Chhupa chhupa ke dekhta hai
Mera pyaar hai zameen par
Insaan yaa devta hai


Aisi huyi deewani
Kuchh hosh na pata hai
Ho aisi huyi deewani
Kuchh hosh na pata hai
So so janam ka apna
So so janam ka apna
Ye saath khuda hai
Ek chand badalon mein
Chhupa chhupa ke dekhta hai
Mera pyaar hai zameen par
Insaan yaa devta hai.