Ek baar milade yaar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Premchandra Jha. This song was released on 03 Aug 2013.
Ek baar milade yaar
Rabba tai ki sochiya
Ek baar milade yaar
Rabba tai ki sochiya
Mera bichhad gaya dildar
O rabba tai ki sochiya
Ho tai ki sochiya tai ki sochiya
Ek baar milade yaar
O rabba tai ki sochiya


Rabba rabba rabba rabba
Rabba mere rabba
Rabba rabba rabba rabba
Rabba mere rabba
Rabba rabba rabba rabba
Rabba mere rabba
Rabba rabba rabba rabba
Rabba mere rabba


Tu jo nahi hai paas mere
To naina mere rote hai
Tu jo nahi hai paas mere
To naina mere rote hai
Dard se mere anjane
Ye duniya wale sote hai
Jinki khatir tadpu mai wo
Jaan hamari hote hai
Bojhil kandhe chahat ke phir
Kaisa gham ye dhote hai
Ab jina hai dushwar
Ho ab jina hai dushwar
Ho rabba tai ki sochiya
Mera bichhad gaya dildar
O rabba tai ki sochiya
Ho tai ki sochiya tai ki sochiya


Jina mera bin sajni ke ab
Ik pal bhi mushkil hai
Jina mera bin sajni ke ab
Ik pal bhi mushkil hai
Lagne laga hai kaise meri
Nas nas me wo shamil hai
Daud rahi hai sath lahu ke
Phir bhi na mujhko hasil hai
Aaj ye jana tanhayi bhi
Hoti kitni katil hai
Kahi mujhko na de maar
Ho kahi mujhko na de maar
Ho rabba tai ki sochiya
Mera bichhad gaya dildar
O rabba tai ki sochiya
Ho tai ki sochiya tai ki sochiya
Ek baar milade yaar
O rabba tai ki sochiya
Mera bichhad gaya dildar
O rabba tai ki sochiya
Ho tai ki sochiya tai ki sochiya


Rabba rabba rabba rabba
Rabba mere rabba
Rabba rabba rabba rabba
Rabba mere rabba
Rabba rabba rabba rabba
Rabba mere rabba
Rabba rabba rabba rabba
Rabba mere rabba
Rabba rabba rabba rabba
Rabba mere rabba
Rabba rabba rabba rabba
Rabba mere rabba
Rabba rabba rabba rabba
Rabba mere rabba
Rabba rabba rabba rabba
Rabba mere rabba.