Eh kash aisa hota, main paida na hota song is from and it is sung by .It stars Master Yash Pathak, Neha and Rajeshwari Sachdev in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sudhir Mishra, Subhash Ghai. This song was released on 06 Apr 2001.
rat din pyar bin mera dil yu na rota
rat din pyar bin mera dil yu na rota
eh kash aisa hota mai paida na hota
eh kash aisa hota mai paida na hota
eh kash aisa hota mai paida na hota

suna suna khali khali mujhko laga ghar apna
kal rat ko jag utha mai dekha maine sapana
aangan me ek pinjara pinjare me ek tota
eh kash aisa hota mai paida na hota
eh kash aisa hota mai paida na hota

upar se mai tuta nahi hu, andar se mai kat gaya hu
un dono me aadha aadha, lagta hai mai bat gaya hu
ma bap ka ek mai beta hu iklota
eh kash aisa hota mai paida na hota
eh kash aisa hota mai paida na hota

hona hi tha mujhko to thi meri ma bhi wo thi
mai hansata to wo hansati, mai rota to wo roti
mai uski loriya sunke chain se sota
eh kash aisa hota mai paida na hota
rat din pyar bin mera dil yu na rota
eh kash aisa hota mai paida na hota
eh kash aisa hota mai paida na hota


lyrics typed by : ruchita parab