Duniya walon ke song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nisar Ahmad Ansari. This song was released on 01 Jan 2018.
Khat ka majmu bhap


leta hu lifafa dekhkar
Are khat ka majmu bhap
Leta hu lifafa dekhkar


Har hal dil ka main bata
Deta hu chehra dekhkar


Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu


Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu


Ankh wala hu main andar
Ki khabar rakhta hu


Duniya walon ke muqaddar
Ki khabar rakhta hu


Dekh pyare mere kartab nahi aise waise
Teri pocket me hai chalis rupay
Chalis rupay do paise


Janeman main tere janeman main
Tere ghar war ki khabar rakhta hu


Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu


Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu


Ap maidam hai bahut nek bahut hi sada
Apki umar nahi solah baras


Nahi solah baras se jyada
Apke sath apke sath me


Sohar ki khabar rakhta hu
Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu


Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu


Teri muchho ke ye kate
Jo khiche rahte hai


Inme har waqt sawa no hi
Sawa no hi baje rahte hai


Bina ghadiyal babu baina
Ghadiyal ghadi ki khabar rakhta hu


Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu


Ankh wala hu main andar
Ki khabar rakhta hu


Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu.