Duniya wale song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Duniya wale meri duniya
Lut gayi, lut gayi
Duniya wale meri duniya
Lut gayi, lut gayi
Aarzu royi tamanna lut gayi
Aarzu royi tamanna lut gayi
Duniya wale meri duniya
Lut gayi, lut gayi


Bich me zalim zamana
Aa gaya haye aa gaya
Bich me zalim zamana
Aa gaya haye aa gaya
Do dilo ki aaj duniya
Lut gayi, lut gayi
Aarzu royi tamanna lut gayi
Duniya wale meri duniya
Lut gayi, lut gayi


Milke sajan se bichhadna
Tha meri takdir mein
Milke sajan se bichhadna
Tha meri takdir mein
Bha gaya dil dil ki duniya
Lut gayi, lut gayi
Aarzu royi tamanna lut gayi
Duniya wale meri duniya
Lut gayi, lut gayi.