Duniya banane wale song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ravi Anand. This song was released on 31 Dec 1973.
Duniya banane wale yahi hai
Meri iltaja ki hona kabhi apne juda
Duniya banane wale yahi hai
Meri iltaja ki hona kabhi apne juda


Ghar ke ujale hai bane na andher
Ja ke apne sine se lagana unhe
Tu bhi unka sathi hai batana unhe
Jaldi wo aaye lute ghar basaye
Yahi dil se nikale iltaja
Ki hona kabhi apne juda


Pehna hai andhero ka zamin ne kafan
Suni suni duniya hai
Sahma se hai chaman
Kate chhune paye phulo ka badan
Tere hawale baharo ke pale
Dukhi dil ki yahi hai dua
Ki hona kabhi apne juda
Duniya banane wale.