Duja koi roye song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K. Ramji. This song was released on 05 Apr 1991.
Duja koi roye, duja koi roye
Use chup main karadoon
Apne ye aansu haye kaha
Main chhupa doon,
Kaha main chhupa doon
Apne ye aansu haye kaha
Main chhupa doon,
Kaha main chhupa doon
Duja koi roye,


Rokna tu rone rulane de mujhe,
Rokna tu rone rulane de mujhe
Aansuo se aag ye bhujane de mujhe,
Bhujane de mujhe
Aisa na ho sari duniya ko
Main jala doon,
Apne ye aansu haye kaha
Main chhupa doon,
Kaha main chhupa doon
Apne ye aansu haye kaha
Main chhupa doon,
Kaha main chhupa doon
Duja koi roye,


Aisa tere ladale ke sath kyu huya
Aisa tere ladale ke sath kyu huya
Main to tha anath, ye anath kyu huya,
Anath kyu huya
Puchhe ye sawal to jawab
Main kya doon
Apne ye aansu haye kaha
Main chhupa doon,
Kaha main chhupa doon
Apne ye aansu haye kaha
Main chhupa doon,
Kaha main chhupa doon
Duja koi roye use chup
Main karadoon
Apne ye aansu haye kaha
Main chhupa doon,
Kaha main chhupa doon
Apne ye aansu haye kaha
Main chhupa doon,
Kaha main chhupa doon.