Do not disturb song is from and it is sung by .It stars Govinda, Sushmita Sen and Ritesh Deshmukh in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vashu Bhagnani. This song was released on 26 Sep 2009.
do not disturb
na na na na na do not disturb
na na na na na do not disturb
sidha main chalta hoon to
ulti sadak chalti hai kyun
ishq agar ho jaaye to duniya nayi lagti hai kyun
itna hyper hai kyun suraj, usko tension hai jaane kya
kya usko chhutti nahi milti
every day aa jaata time par
koyi samajhe to thik, nahi samajhe to who care
na na na na na do not disturb
na na na na na do not disturb

ye meri pshycology
logo ki chemistry se milti kyun nahi hai
ishq ki biology o meri jaane jaa
samajhati kyun nahi hai
kabhi ishq mein hasna kabhi rona
no no no no never
kabhi raat mein scene kabhi din ka khona
no no no no never
koyi samajhe to thik, nahi samajhe to who care
na na na na na do not disturb
na na na na na do not disturb

aisa kabhi ho jaaye, main tere haath aa jaau
why don' t you forget it
ye teri phekology haan meri destiny mein
hoti hi nahi fit
kabhi ishq jara kar ke dekho dikhlaaunga aise tevar
kuchh socho na ikraar karo
koyi samajhe to thik, nahi samajhe to who care

sidha main chalta hoon to
ulti sadak chalti hai kyun
ishq agar ho jaaye to duniya nayi lagti hai kyun
na na na na na do not disturb