Dile naadan hua kya hai song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dile naadan
Dile naadan tujhe hua hai
Hua kya hai hua kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
Dawa kya hai
Dawa kya hai dile naadan


Hamko unse wafa ki hai
Hamko unse wafa ki hai
Jo nahi jante wafa kya hai
Wafa kya hai
Wafa kya hai dile naadan


Ha bhala kar tera bhala hoga
Ha bhala kar tera bhala hoga
Aur darwas ki sada kya hai
Sada kya hai
Sada kya hai dile naadan


Jan tum par nisar karte hai
Jan tum par nisar karte hai
Hum nahi jante dua kya hai
Dua kya hai
Dua kya hai dile naadan
Dile naadan tujhe hua kya hai
Hua kya hai
Hua kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
Dawa kya hai
Dawa kya hai dile naadan.