Dil thandi hawa mein song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sohrab Modi. This song was released on 01 Jan 2018.
Dil thandi hawa mein ha ha ha ha
Uda jaaye piya ki yaad aaye haye
Dil thandi hawa mein ha ha ha ha
Uda jaaye piya ki yaad aaye


Dheemi dheemi khusbu ha ha ha
Mehki mehki hawa hai
Mehki mehki fiza hai
Tumhari kasam ha ha ha
Phoolo ki kasam tum bin
Yeh kamsin fiza hai
Phoolo ka hasna na
Dil ko suhave
Kata sa chuba jaaye
Piya ki yaad aaye
Dil thandi hawa mein ha ha ha ha
Uda jaaye piya ki yaad aaye
Dil thandi hawa mein ha ha ha ha
Uda jaaye piya ki yaad aaye


Koyal ki kuku
Koyal ki kuku piya piya bole
Koyal ki kuku piya piya bole
Huk uthe mere man mein
Ha mora manwa dole
Huk uthe mere man mein
Ha mora manwa dole
Meri duniya mein halchal machaye
Koyaliya jab gaye
Piya ki yaad aaye
Dil thandi hawa mein ha ha ha ha
Uda jaaye piya ki yaad aaye


Sunti nahi jab chandani raate
Sunti nahi jab chandani raate
Chanda se karti hoon do do baate
Chanda se karti hoon do do baate
Chanda re teri chandani
Piya ki yaad dilaye
Ho chanda re teri chandani
Piya ki yaad dilaye
Har sitare mein pee nazar aaye
Har sitare mein pee nazar aaye
Aankhon mein hai samaye
Piya ki yaad aaye
Dil thandi hawa mein ha ha ha ha
Uda jaaye piya ki yaad aaye
Dil thandi hawa mein ha ha ha ha
Uda jaaye piya ki yaad aaye
Piya ki yaad aaye.