Dil se chaha song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dil se chaha hai to
Paida rasta hoga zaroor
Dil se chaha hai to
Paida rasta hoga zaroor
Ik na ik din uska mera
Ik na ik din uska mera
Samana hoga zaroor
Dil se chaha hai to
Paida rasta hoga zaroor


Sunke mera haal woh
Khamosh reh sakta nahi
Sunke mera haal woh
Khamosh reh sakta nahi
Kuchh na kuch mere liye
Usne kaha hoga zaroor
Dil se chaha hai to
Paida rasta hoga zaroor


Aaj woh tasveer ki
Manind kyu khamosh hai
Aaj woh tasveer ki
Manind kyu khamosh hai
Aaj woh tasveer ki
Manind kyu khamosh hai
Dil mein uske zakhmo
Ko taza laga hoga zaroor
Dil mein uske zakhmo
Ko taza laga hoga zaroor


Gaa saketo gaaye jaa
Nagahme mohabbat ke qateel
Gaa saketo gaaye jaa
Nagahme mohabbat ke qateel
Zindagi ka saaz ek din
Besada hoga zaroor
Ik na ik din uska mera
Ik na ik din uska mera
Samana hoga zaroor
Dil se chaha hai to
Paida rasta hoga zaroor.