Dil nahin dena re dil nahin lena song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Madan Mohla. This song was released on 29 May 1992.
Dil nahin dena re dil nahin lena
Yeh kehte the sare log
Dil nahin dena re dil nahin lena
Yeh kehte the sare log
Dil de diya re dil le liya
Laga liya dil ko rog
Dil nahin dena re dil nahin lena
Yeh kehte the sare log
Dil de diya re dil le liya
Laga liya dil ko rog


Ha jab tak hum na mile the
Tab tak sab yaad raha
Ha jab tak hum na mile the
Tab tak sab yaad raha
Bhul gaya phir sab kuch
Hosh na uske bad raha
Hosh na uske bad raha
Pyar nahin karna
Karar nahin karna
Pyar nahin karna
Karar nahin karna
Yeh kehte the sare log
Pyar kar liya karar kar liya
Laga liya dil ko rog


Pyar jo karta hai thoda
Badnam to hota hai
Pyar jo karta hai thoda
Badnam to hota hai
Kuch bhi ho is badnami se
Naam to hota hai
Naam to hota hai
Naam nahin karna
Yeh kaam nahin karna
Naam nahin karna
Yeh kaam nahin karna
Yeh kehte the sare log
Naam kar liya ye kam kar liya
Laga liya dil ko rog


Duniya wale jo kahte hain
Unko kahne do unko kahne do
Apni aankho ko
Meri aankho mein rahne do
Ha ha rahne do
Aisa nahin karna re
Vaisa nahin karna
Aisa nahin karna re
Vaisa nahin karna
Yeh kehte the sare log
Aisa kar liya vaisa bhi kar liya
Laga liya dil ko rog
Dil nahin dena re dil nahin lena
Yeh kehte the sare log
Dil de diya re dil le liya
Laga liya dil ko rog.