Dil mera kehta hai song is from and it is sung by , and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sunanda R. Shetty. This song was released on 09 Jun 1995.
Dil mera kehta hai kya
Sun to zara sun to zara
Main aashiq tere pyar ka
Sun to zara sun to zara
Hai mohabbat ka jaadu
Nahi dil pe kabu bana degi
Pagal tujh baikarai
Gadbad hai mamla
Sun to zara sun to zara
Deewana ho jayega
Sun to zara sun to zara
Dil mera kehta hai kya
Sun to zara sun to zara


Aise kaha jaa rahi hai
Dilbar se daman bacha ke
Todunga na apna wada
Le jaaunga dil chura ke
Kyu mere pichhe pada hai
Mujhko nahi tu le jana
Aata nahi hai anadi
Meri mohabbat ko pana


Mujhko hai sab kuch pata
Sun to zara  sun to zara
Deewana ho jayega
Sun to zara sun to zara


Meri jawa dhadkano main
Dhak dhak si hone lagi hai
Bechain si arzoo bhi
Sapno mein khone lagi hai
Main bas tujhe chahta hu
Jaane jigar meri ho ja
Saare jaha ko bhula ke
Mere khayalo main kho jaa
Khamoshiyo ki sada
Sun to zara sun to zara
Main aashiq tere pyar ka
Sun to zara sun to zara
Hai mohabbat ka jaadu
Nahi dil pe kabu bana degi
Pagal tujh baikarai
Gadbad hai mamla
Sun to zara sun to zara
Deewana ho jayega
Sun to zara sun to zara
Dil mera kehta hai kya
Sun to zara sun to zara
Deewana deewana  ho jayega
Sun to zara sun to zara
Sun to zara sun to zara.