Dil mein dard sa song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vivek Kumar. This song was released on 27 Mar 2002.
Dil mein dard sa jaga hai
Kaanta sa kahin laga hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
Dil mein dard sa jaga hai
Kaanta sa kahin laga hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
Dil mein dard sa jaga hai
Kaanta sa kahin laga hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai


Zara sa jo door gaye
To daude daude paas
Tumhaare aa gaye
Yaad tumhaari aaye
Hamari jaan hi na le jaaye
Chhup jaao tum meri in
Baahon mein mar ke bhi na hum
Bichde in raahon mein
Vaada hum ne bhi kiya hai
Vaada tum ne bhi kiya hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
Dil mein dard sa jaga hai
Kaanta sa kahin laga hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai


Na yeh hum jaane na tum
Jaane ek duje ke hum deewane
Likh diye pyaar ne aankhon
Aankhon mein dil ke afsaane
Jab mile hai hum mile hai anjaano se
Ab milenge hum lekin deewano se
Hum tum mein jo silsila hai
Sara shaher jaanta hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
Dil mein dard sa jaga hai
Kaanta sa kahin laga hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
Dil mein dard sa jaga hai
Kaanta sa kahin laga hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai.