Dil ko tumhari yaad ne aakar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dil ko tumhari yaad na aakar
Hila kar aa kar hila diya
Arman jo so chuke the
Unhe phir jaga diya
Arman jo so chuke the
Unhe phir jaga diya
Unhe phir jaga diya
Dil ko tumhari yaad na aakar
Hila kar aa kar hila diya


Humdard jab bane tumhe
Dil ke dard ke
Bedard ban ke kyu mere
Dil ko dukha diya
Dil ko dukha diya
Dil ko dukha diya
Tune aakar rula diya
Aakar rula diya


Meri jara si bhul pe
Itni badi saja
Aansoo banake dil ko
Nazar se gira diya
Nazar se gira diya
Aankho se dur hoke bhi
Rahte ho dil ke paas
Rahte ho dil ke paas
Tumne to zindagi ko
Tamasha bana diya
Tamasha bana diya
Dil ko tumhari yaad ne
Aakar rula diya.