Dil ki baatein song is sung by . The music of this song is composed by . This song was released on 11 Nov 2019.
Samjhaun dil ki baatein main kaise

Tere bin mujhme nahi hoon main jaise

Samjhaun dil ki baatein main kaise

Tere bin mujhme nahi hoon main jaise

Mujhse zyada mujhme tu rehti hai

Na pata na khabar mujhe yeh hua kaise

Kiya tune kya yeh bata

Hua khudse main bepata

Mere ishq ki pehli baarish tu

Kiya tune kya yeh bata

Hua khudse main bepata

Har saans ki tu hi saans hai

Beete na bin tere

Tere bin ek din sun zara... sun zara

Keh raha dil mera

Dil ki hai tu hi jaan sun zara... sun zara

Maange koi mera pata

Haan naam kehta hoon

Main bas tera

Tujhse juda hai bakhuda

Naa yeh zameen meri naa asmaan

Sochun toh hairan hoon

Kya kahun main kya naa kahun

Har waqt kyun teri baat

Har waqt kyun teri baat hai

Beete na bin tere

Tere bin ek din sun zara... sun zara

Keh raha dil mera

Dil ki hai tu hi jaan sun zara... sun zara

Samjhaun dil ki baatein main kaise

Tere bin mujhme nahi hoon main jaise

Samjhaun dil ki baatein main kaise

Tere bin mujhme nahi hoon main jaise

Mujhse zyada mujhme tu rehti hai

Na pata na khabar mujhe yeh hua kaise

Kiya tune kya yeh bata

Hua khudse main bepata

Mere ishq ki pehli baarish tu

Kiya tune kya yeh bata

Hua khudse main bepata

Har saans ki tu hi saans hai

Beete na bin tere

Tere bin ek din sun zara... sun zara

Keh raha dil mera

Dil ki hai tu hi jaan sun zara... sun zara... sun zara