Dil ke arman nikalu main song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dil ke arman nikalu main aaja
Dil ke arman nikalu main aaja
Aaja aaja mera dil lubha ja
Dil ke arman nikalu main aaja


Main jawa tu jawa dil jawa hai
Main jawa tu jawa dil jawa hai
Hath mein jame umre rawa hai
Hath mein jame umre rawa hai


Peeke masti bhari ankhiyo se
Peeke masti bhari ankhiyo se
Nagma e zindgani suna ja
Aaja aaja mera dil lubha ja
Dil ke arma nikalu main aaja


Kya khabar thi mushkil hai rasta
Mushkil hai rasta
Kya khabar thi muskil hai rasta
Mushkil hai rasta
Ishq hota nahi itna sasta
Ishq hota nahi itna sasta
Ho gayi ab to jebe bhi khali
Ho gayi ab to jebe bhi khali
Rah gayi hai fakat ek gali
Rah gayi hai fakat ek gali
Gali dungi hathile ab raja
Gali dungi hathile ab raja
O rasile chabile ab aaja


Ishq walo ke dil gudguda ja
Ishq walo ke dil gudguda ja
Dil ke arma nikalu main aaja
Aaja aaja mera dil lubha ja
Dil ke arma nikalu main aaja.