Dil ke aaine mein - chaand taron mein nazar aaye chehara tera song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K G Sharma, Sunil Tiwari. This song was released on 05 Sep 2003.
Hmm hmm hmm
He he he he..

Dil ke aaine mein tujhko saja liya
Jabse maine tujhko apna bana liya
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Jab se mere dil pe hua hai sanam pehara tera

Ek dooje ke dil mein apna ghar banana hai
Teri khatir sabhi hadon se guzar jaana hai
Tujhse lipta rahoonga ban kar kangna tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Pyaar mein hum sanam yeh saara jag bhula denge
Mar ke bhi vaade chahaton ke hum nibha denge

Jaan se bhi mujhe hai pyara sajna mera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Part 2
~~~~

Ek aisi bhi woh ghadi thi, kya zamana tha
Khoobsurat jahaan se apna ashiyana tha
Tere jaane ke baad jitne gham mile mujhko
Dil pe kitne hain zakhm kaise dikhaoon tujhko
Chhod aaya main bohat peechhe sapna mera

Part 3
~~~~

Ra sa re ga re ni
Sa ga pa dha sa re ga re ni
Sa pa sa ni sa re ga
Re ga sa ni
Sa sa ga re ni
Ni sa re ga pa

Naam tere to humne apani zindgi kar dii
Tujhko maana Khuda tujhi se bandagi kar li

Teri baahon mein hi hai saara armaan mera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Jab se mere dil pe hua hai sanam pehara tera

Hmm... hmm.. mm..