Dil ka fasana song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ha sama jo jalti hai
Parwane aa hi jate hai
Hum apni aag me
Khud ko jalaye jate hai
Dil ka fasana
Koi na jana
Dil ka fasana
Koi na jana
Apni khushi me
Yaha jhume zamana
Apni khushi me
Yaha jhume zamana
Dil ka fasana koi na jana


Thandi hawaye hawaye
Thandi hawaye
Hawaye aag lagaye
Dil ka tadpana tadpana
Dil ka tadpana kisko dikhaye
Dard purana koi bhi na jana
Apni khushi me
Yaha jhume zamana
Dil ka fasana koi na jana
Dil ka fasana fasana
Dil ka fasana


O ho humne chakaur
Bankar anjuman me dhunda
Humne gubar bankar
Har ek ban me dhunda
Apn ewatan se bahar
Apne watan me dhunda
Dil ne kaha hai kaha hai
Dil ne kaha hai  dilbar yaha hai
Tuhi bata de bata de
Tuhi bata de aakhir kaha hai
Raz suhana koi bhi na jana
Apni khushi me yaha
Jhume zamana
Dil ka fasana koi na jana
Dil ka fasana fasana
Dil ka fasana


Tum jisko dhundte ho
Tum hum use dhundte hai
Jane kaha gaya meri
Mehfil ka wo sanam
Dono jaha me dhund
Chuke aapki kasam
Birha ki mari
Mari mai kya batau
Duniya tumhari, tumhari
Duniya tumhari
Mai kya batau
Pyar nibhana
Koi bhi na jane
Apni khushi me
Yaha jhume zamana
Dil ka fasana koi na jana
Dil ka fasana fasana
Dil ka fasana.