Dil e naadan tujhe hua kya hai song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Homi Wadia. This song was released on 01 Jan 2018.
Dile nadan tujhe hua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai


Dile nadan tujhe hua kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
Aahkir is dard ki dawa kya hai


Hum hai mustak auro bezar
Ya ilahi ye mazra kya hai
Ya ilahi ye mazra kya hai


Ha bhala kar tera bhala hoga
Aur is dil ki khata kya hai
Aur is dil ki khata kya hai


Humko unse wafa ki hai ummid
Humko unse wafa ki hai ummid
Jo nahi jante wafa kya hai
Jo nahi jante wafa kya hai


Hum bhi unke liye dua karte hai
Mat puchho wo dua kya hai
Mat puchho wo dua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai.