Dil deewaana song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 24 Oct 2006.
Dil deewaana subah ko bhi
Shyam likhata hai
Shyam likhata hai
Dil deewaana subah ko bhi
Shyam likhata hai
Shyam likhata hai
Har dhadkan pe har lamha
Tera naam likhata hai
Tera naam likhata hai
Dil deewaana subah ko bhi
Shyam likhata hai
Shyam likhata hai


Mujhe kehta hai
Sara jahan anjana
Har mehfil mein
Pohcha mera afsana
Mujhe kehta hai
Sara jahan anjana
Har mehfil mein
Pohcha mera afsana
Ishq mein darne laga
Tujh pe hi marne laga
Tu jaane na
Madhoshi ne lab ko tere
Jham likhata hai
Jham likhata hai
Dil deewaana subah ko bhi
Shyam likhata hai
Shyam likhata hai
Har dhadkan pe har lamha
Tera naam likhata hai
Tera naam likhata hai
Dil deewaana subah ko bhi
Shyam likhata hai
Shyam likhata hai


Teri chaahat mein
Jadu koi dil jani
Iss duniya se main
Ho gayi begani
Teri chaahat mein
Jadu koi dil jani
Iss duniya se main
Ho gayi begani
Sajane sawar ne lagi
Tujh mein bikharne lagi
Main anjaani
Tere siwa na isko koi
Kaam likhata hai
Kaam likhata hai
Tere siwa na isko koi
Kaam likhata hai
Kaam likhata hai
Har dhadkan pe har lamha
Tera naam likhata hai
Tera naam likhata hai
Dil deewaana subah ko bhi
Shyam likhata hai
Shyam likhata hai.