Dil bechara pyar ka mara (title) song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Onkar Nath Mishra. This song was released on 16 Dec 2004.
Teri nazar mein kiya ishara
Hua ye dil aawara
Teri nazar mein kiya ishara
Hua ye dil aawara
Dil bechara pyar ka mara
Dil bechara pyar ka mara


Teri nazar ne kiya ishara
Hua ye dil aawara
Teri najar ne kiya ishara
Hua ye dil aawara
Dil bechara pyar ka mara
Dil bechara pyar ka mara


Dil ko samjhaye kya
Dil samjhta nahi
Ham pareshan
Hai dil ke andaz se
Dil ko samjhaye kya
Dil samjhta nahi
Hama parshan
Hai dil ke andaz se
Ye dhadkata hai ab
Bas tumhe dekh kar
Jane kya ho gaya hai
Ise aaj se
Dil ki halat najuk hai
Par dard bada hai pyara
Ha dil ki halat najuk hai
Par dard bada hai pyara
Dil bechara pyar ka mara
Dil bechara pyar ka mara
Dil bechara pyar ka mara


Hum nahi jante
Kya hame ho gaya
Ye khumari hai kya
Kis nashe mein hai hum
Hum nahi jante
Kya hame ho gaya
Ye khumari hai kya
Kis nashe mein hai hum
Thoda bahka hai dil
Thode bahke hai hum
Bekhudi hai badi
Kya kare hum sanam
Dunia jeeta lekin yara
Tumse ye dil hara
Ho dunia jeeta lekin yara
Tumse ye dil hara
Ho dil bechara pyar ka mara
Dil bechara pyar ka mara
Teri nazar ne kiya ishara
Hua ye dil aawara
Dil bechara pyar ka mara
Dil bechara pyar ka mara
Dil bechara pyar ka mara
Dil bechara pyar ka mara.