Diivaanaa mujhasaa nahiin is ambar ke niiche song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nasir Hussain. This song was released on 07 Jan 1966.
diivaanaa mujh saa nahiin is ambar ke niiche -2
aage hai qaatil meraa aur main piichhe-piichhe
diivaanaa mujh saa
paayaa hai dushman ko jab se pyaar ke qaabil
tab se ye aalam hai rastaa yaad na manzil
niind men jaise chalataa hai ko_ii chalanaa yuun hii aankhen miinche
diivaanaa mujh saa
hamane bhii rakh dii hain kal pe kal kii baaten -2
jiivan kaa haasil hain pal do pal kii baaten
do hii ghadii kaa saath rahegaa karanaa kyaa hai tanahaa jii ke
diivaanaa mujh saa