Dharti aazad hai song is from and it is sung by , and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Deepak. This song was released on 01 Jan 2018.
dharti aazad hai aasma aazad
lehro ki god me zindagi aabad hai zindagi aabad
dharti aazad hai aasma aazad
lehro ki god me zindagi aabad hai zindagi aabad

wo nazara muskaraye ye nigah jhum jaye
wo nazara muskaraye ye nigah jhum jaye
kam apna naam apna hai jaha me sabko yaad
dharti aazad hai aasma aazad
lehro ki god me zindagi aabad hai zindagi aabad
dharti aazad hai aasma aazad
lehro ki god me zindagi aabad hai zindagi aabad

dhak dhak karta hai kya husn pe marta hai
arey kon re dil mera hag kar
zor se fans kar haye haye karta hai
dhak dhak karta hai husn pe marta hai dil mera hag kar
zor se fans kar haye haye karta hai
rat rangili din suhane hai jaha ke ye afsane
rat rangili din suhane hai jaha ke ye afsane
din jaye sham aaye chand suraj hai sab aazad
dharti aazad hai aasma aazad
lehro ki god me zindagi aabad hai zindagi aabad
dharti aazad hai aasma aazad
lehro ki god me zindagi aabad hai
zindagi aabad hey sinbad

achra dekha pachra dekha aur dekh liya bkar
ulati topi niche dhaba pyar me hum bhi lut gaye aaba
bade bade aadam bhi humko man gaye bustad