Dekhuun kab tak baat piyarawaa song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1938.
dekhuun kab tak baat
dekhuun kab tak baat piyarawaa dekhuun baat tumhaar
patharaa_iin ankhiyaan
patharaa_iin ankhiyaan dekhat dhuundhat
ekahuu din more ghar naa aavat
khaalii baat nihaar piyarawaa dekhuun baat tumhaar
jiyaa tadapat hai jiyaa dhadakat hai -2
daras ko tore lalachaataa man hai
haan
jiiwan ke aadhaar piyarawaa dekhuun baat tumhaar
saagar uthatii duur tarangen -2
tairuun kahaan se bhaarii umangen
byaakul main is paar piyarawaa dekhuun baat tumhaar
bhent hamaarii ab kab hogii -2
priit kii jotii mil ke jalegii
duube sab sansaar jagat men duube sab sansaar
dekhuun tab tak baat piyarawaa dekhuun tab tak baat -2
dekhuun tab tak baat