Dekha hai tumhe kahin song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by V. K. Sood. This song was released on 26 Feb 1982.
Haay Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Karta raha jiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi


Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Karta raha jiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi
Are dekha hai tumhe kahi na kahi


Kabhi tum humare,kabhi tum humare
Khyalo me shrma rahi thi
Kabhi aasma ke sitaro me lahara rahi thi
Ye jalva ye nakhra,ye jalva ye nakhra
Inhe khub mai janta hu
Inhe jindgi manta hu


Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Karta kiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi
Are dekha hai tumhe kahi na kahi


Mile the yahi par,mile the yahi par
Laga ke gale se gale hum
Khile phul  banke inhi badlo ke tale hum
Humara tumhara,humara tumhara
Ye sadiyo purana hai bandan
Kahe jhum ke dil ki dhadkan
Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aata nahi
Karta kiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi


Are dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Karta kiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi
Are dekha hai tumhe kahi na kahi