Deewana main deewana title song song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Amit Kumar Bokadia. This song was released on 01 Feb 2013.
Deewane rukte nahin aayein kitne moad
Kyaa accha hai kya buraa
Maine Rab pe diya hai chod

Deewana main deewana
Main yaar tera diwaana, deewana

Deewana main deewana
Main yaar tera diwaana x (2)
Ishq ka naghma gaate gaate
Khud se hua beghana
Deewana main deewana
Main yaar tera diwaana x (2)

Deewani main deewani
Main yaar teri diwaani x (3)
Sanam sanam main rat-te rat-te
Khud se hui begani, deewana

Deewani main deewani
Main yaar teri diwaani x (2)

O dil mein yaar ka naam likha
Nayi kitaab banayi
Peeyun na pani darat hu
Kahi naam nahin mit jaaye
Tuhi aashiqi hai, tuhi bandagi hai
Tuhi zindagi hai mere yara
Chehra padhoon ke Kalma padhoon
Ke sajda karun main dildara
Rab hi ishq, ishq hi Rab hai
Ishq fakir malangaa
Rab hi ishq, ishq hi Rab hai
Ishq fakir malangaa
Ishq ka jab jalta chirag
Aashiq ban jaaye patangaa

Deewana main deewana
Main yaar tera diwaana x (3)
Deewani main deewani
Main yaar teri diwaani

Qatre mein wo daria hai
Jo alam ko dubo de
Zarre mein wo sehara hai
Jo deewana banaa na de
Aankhon ki teri ik hi chingari bohat hai
Aankhon ki teri ik hi chingari bohat hai
Tu dekh le jisko usse parwana banaa de
Aashiq jo kahein, aashiq jo sunein
Farman wo Rab ka hota hai
Hamdam ke liye jaan jaaye agar
To ishq ka sadka hota hai

Ho deewani main deewani
Main yaar teri diwaani x (2)
Sanam sanam main rat-te rat-te
Khud se hui begani, deewana

Deewana main deewana
Main yaar tera diwaana x (4)