Deewana deewana yeh dil tera deewana song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Manoj Chaturvedi, Rajeev Kumar. This song was released on 19 Apr 1996.
Deewana deewana deewana
Rulana satana par dil ko na jalana
Deewana deewana deewana

Deewana deewana yeh dil tera deewana
Rulana satana par dil ko na jalana
Tere mere beech mein na aaye yeh zamana
Tere mere beech mein na aaye yeh zamana

Deewana deewana yeh dil tera deewana
Deewana deewana deewana
Rulana satana par dil ko na jalana
Deewana deewana deewana

Hey deewana deewana yeh dil tera deewana
Rulana satana par dil ko na jalana
Tere mere beech mein na aaye yeh zamana
Tere mere beech mein na aaye yeh zamana
Deewana deewana yeh dil tera deewana
Deewana deewana deewana

Palkon se pochh ke yeh dil saaf kar de
Palkon se pochh ke yeh dil saaf kar de
Main maaf kar doon, tu bhi maaf kar de
Main maaf kar doon, tu bhi maaf kar de
Lag ja gale se tu insaaf kar de
Main maaf kar doon, tu bhi maaf kar de
Phir se milan ka ban jaaye bahana
Rulana satana par dil ko na jalana
Tere mere beech mein na aaye yeh zamana

De de dil mujhe de de
Deewana deewana deewana
De de dil mujhe de de
Deewana deewana deewana
Dil mangta hai, tu jaan meri le le

Tere liye hi jeena hai, tere liye hi marna hai
Aur mujhe kya karna hai ho
Chutki bhar sindoor mujhe
Maang mein teri bharna hai
Aur mujhe kya karna hai ho
Vaada kiya hai, yeh vaada hai nibhana
Rulana satana par dil ko na jalana
Tere mere beech mein na aaye yeh zamana
Tere mere beech mein na aaye yeh zamana

Deewana deewana yeh dil tera deewana
Deewana deewana deewana
Hey rulana satana par dil ko na jalana
Deewana deewana deewana