Deevanagi ka nasha song is from and it is sung by , , and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha
Ek najar toh deja meri jaaneja
Deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha
Ek nazar toh deja meri jaaneja
Rutho hamse na iss tarah, iss tarah, iss tarah


Rutho hamse na iss tarah,
Paagal hai haay yeh sama
Rutho hamse na iss tarah,
Paagal hai haay yeh sama
Sun dhadkan kehati hai kya
Kehati hai kya, kehati hai kya
Tu hi hai, tu hi hai, mera jahaan
Tu hi hai, tu hi hai, mera jahaan
Bas tu aaja meri baahon mein aa,
Haay bas tu aaja baahon mein aa


Deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha
Ek najar kyun du mere meherbaan
Deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha
Ek najar kyun du mere meherbaan


Chhedo hamako na iss tarah,
Iss tarah, iss tarah
Chhedo hamako na iss tarah,
Nahi bhulegi haay yeh khata
Chhedo hamako na iss tarah,
Nahi bhulegi haay yeh khata
Khata hoti hai bejubaan,
Bejubaan, bejubaan
Tu nahi tu nahi mera jahaan
Tu nahi tu nahi mera jahaan


Deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha
Hoy oy ek najar kyun du mere meherbaan
Geeton mein sargam mein,
Khaabon ke darpan mein
Geeton mein sargam mein,
Khaabon ke darpan mein


Khoya hoon main iss
Tarah gaata hoon teri sada
Khoya hoon main iss
Tarah gaata hoon teri sada
Bas tu aaja meri baahon mein aa,
Bas tu aaja baahon mein aa
Deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha
Haay ek najar toh deja meri jaaneja


Dil ne tujhe apana kahaan,
Aur kehane ko reh kya gaya
Honto pe teri sada,
Khaamosh hai meri jubaan
Sun dhadkan kehati hai kya,
Dhadkane hoti bewafa
Yeh dhadkan hai dil ki jubaan,
Dil apana yeh tumako diya
Maan bhi ja o meherbaan,
Na do hamako abhi saja


Maaf hai maaf hai teri khata,
Yahin hai ishq ka silsila
Maaf hai maaf hai teri khata,
Tu hi hai tu hi hai mera jahaan
Bas tu aaja meri baahon mein aa,
Haay bas tu aaja baahon mein aa
Bas tu aaja meri baahon mein aa,
Oy hoy bas tu aaja baahon mein aa
Deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha,
Deewaanagi ka chhaaya nasha
Deewaanagi ka chhaaya chhaaya nasha,
Deewaanagi ka chhaaya nasha.