De rahi hain duain song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Raj N. Sippy. This song was released on 18 Jun 1987.
De rahi hain duain ye behana teri
Ye behana teri
Mere bhai ho lambi umar ya teri


De rahi hain duain ye behana teri
Ye behana teri
Mere bhai ho lambi umar ya teri
Mere bhai ho lambi umar ya teri


Bhai mere aakhan ko tara hain tu
Bhai mujhe lakho mein payra hain tu
Bhai mere aakhan ko tara hain tu
Bhai mujhe lakho mein payra hai tu
Tere bina duniya parai lage
Hum tere apane hamara hain tu
De rahi hain duain ye behana teri
Ye behana teri
Mere bhai ho lambi umar ya teri
Mere bhai ho lambi umar ya teri


Tere payre sapno ki bagiya khile
Tujhe sari duniya ki khushiya mile
Tere payre sapno ki bagiya khile
Tujhe sari duniya ki khushiya mile
Chamke teri kisamat ye mangu duaa
Malik tera armaan pura kare
De rahi hain duain ye behana teri
Ye behana teri
Mere bhai ho lambi umar ya teri
Mere bhai ho lambi umar ya teri


Chalke mere pairoon
Mein ghungaru sada
Gunje tere haanton ka jadu saada
Chalke mere pairoon
Mein ghungaru sada
Gunje tere haanton ka jadu saada
Bahiya yehe rakhi ka bandhan amer
Phale yunhi reshto ki khushboo sada
De rahi hain duain ye behana teri
Ye behana teri
Mere bhai ho lambi umar ya teri
Mere bhai ho lambi umar ya teri.