Dard e dil badhta jaye song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Virendra Sinha. This song was released on 24 Nov 1972.
Dard e dil badhta jaye
Sari sari rat nind na aaye
Dard e dil badhata jaye
Sari sari rat nind na aaye
Kar koi jatan o bairi sajan
De dawa koi aisi ke chain aa jaye
Dard e dil badhta jaye
Sari sari rat nind na aaye


Nahi vaid ka ye kam
Dil pukare tera naam
Aankhe karti hai salam
Palke deti hai payam
Tere bina suni suni
Haye mere armano ki mahfil
Dard e dil badhta jaye
Sari sari rat nind na aaye


Kaise rat gujaru mai
Baithu dur niharu mai
Ulajhi julf sawaru mai
Tadpu or pukaru mai
Ya to tujhe mujhse pyar nahi piya
Ya tu hai bujdil
Dard e dil badhta jaye
Sari sari rat nind na aaye


Sunle pyar ki fariyad
Karde aaj dil abad
Ye jidd chhod de saiyad
Warna dekh rakhna yad
Mar jaungi mai tera jina
Kar dungi muskil
Dard e dil badhta jaye
Sari sari rat nind na aaye
Kar koi jatan o bairi sajan
De dawa koi aisi ke chain aa jaye
Dard e dil badhta jaye
Sari sari rat nind na aaye.