Chhat mangni song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shyam Bajaj. This song was released on 12 Jun 1998.
Are chat mangn ipat byah
Dekh tu jaldi kar le yara
Varna kudiya hogi
Nau do gyarah
Hoye chat mangn ipat byah
Dekh tu jaldi kar le yara
Varna kudiya hogi
Nau do gyarah
Are lag jane de tin sado ki dhara


Kudiyo ko dekhte rahna
Hatho ko senkte rahna
Dil apna phenkte rahna
Mera itna hai kahna
Chat mangn ipat byah
Dekh tu jaldi kar le yara
Varna kudiya hogi
Are lag jane de tin sado ki dhara
Kudiyo ko dekhte rahna
Hatho ko senkte rahna
Dil apna phenkte rahna
Mera itna hai kahna


Uf ye tere jalwe uf ye makhre
Adaye jo masti lutaye
Kaise dil ko yu kya jane jana
Mai na haye jadu chalaye
Kyu dil ko tadpaye
Kyu aahe bharta hai
Kah de wo ab tak jo
Kahne se darta hai


Kyu dil ko tadpaye
Kyu aahe bharta hai
Kah de wo ab tak jo
Kahne se darta hai
Kudiyo ko dekhte rahna
Hatho ko senkte rahna
Dil apna phenkte rahna
Mera itna hai kahna
Chat mangn ipat byah
Dekh tu jaldi kar le yara
Varna kudiya hogi
Nau do gyarah
Are lag jane de tin sado ki dhara


O jane de in baho me aana
Mujhe tu gale se lagana
Ha mai hu aashiq diwana hai
O jana ye sun le zamana
Chhaya hai pagalpan
Bahaka hai kyu tan man
Koi hai masti me
Is dil ki har dhadkan
Chhaya hai pagalpan
Bahaka hai kyu tan man
Koi hai masti me
Is dil ki har dhadkan


Kudiyo ko dekhte rahna
Hatho ko senkte rahna
Dil apna phenkte rahna
Mera itna hai kahna
Chat mangn ipat byah
Dekh tu jaldi kar le yara
Varna kudiya hogi
Nau do gyarah
Are lag jane de tin sado ki dhara
Kudiyo ko dekhte rahna
Hatho ko senkte rahna
Dil apna phenkte rahna
Mera itna hai kahna.