Chehra apna dekhte hain aaine mein woh song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dilkhush Doshi, Amit Kapoor. This song was released on 18 Feb 2005.
Chehra apna dekhte hain aaine mein woh.. woh..
Aur yeh bhi dekhte hain koi dekhta na ho

Apni dua mein sirf mujhko maangte hain woh.. woh..

Aur yeh bhi maangte hain koi maangta na ho

Gore badan se unka aanchal zara sa dhalka
Jaaga mere seene mein koi dard halka halka
Mujhko pataa hai mujhse woh pyaar kar rahe hain
Phir bhi na jaane kyun kehne se dar rahe hain
Har lamha mere baare mein sochate hain woh.. woh..

Aur yeh bhi sochate hain koi sochta na ho

Khamosh hai zubaan lekin aankhein bolti hain
Dhadkan mein jo hai chhupa woh raaz kholti hain
Unki isi adaa ne deewana mujhe kar diya hai
Saare jahan se begana dekho kar diya hai
Bas mujhko dil-o-jaan se ab chahate hain woh.. woh..

Aur yeh bhi chahate hain koi chahata na ho