Charpai chhoti pad rahi hai song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tito. This song was released on 08 Jun 1989.
Chandani raat hai
Pyar ki barsat hai
Charpai charpai gaon wali
Aaj apne sath hai
Aaha yamma aaha
Yamma aaha yamma
Chandani raat hai
Pyar ki barsat hai
Charpai charpai gaon wali
Aaj apne sath hai
Aaha yamma aaha yamma
Aaha yamma yamma


Charpai chhoti pad rahi hai
Ab kya hoga
Sajna main na pyasi hi
Mar jau de na dhokha
Main phoolo ki saij bichhadu
Baho mein to aa
Chand sitare tod ke ladu
Aa gale lag ja
Pyasi pyasi rat hai
Pyar ki barsat hai
Charpai charpai gaon wali
Aaj apne sath hai
Aaha yamma aaha yamma
Aaha yamma yamma


Jane kaise lahre uth rahi hai
Tan badan mein
Itna maja aa raha hai
Is milan mein
Ab ye jana kya hota hai
Pyar ka nasha
Dil leke dil dene mein
Aata kya hai maja
Pyar ki pahli rat hai
Pyar ki barsat hai
Charpai charpai gaon wali
Aaj apne sath hai
Aaha yamma aaha yamma
Aaha yamma yamma.