Charan tumhare phool humare song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Charan tumhare phool hamare
Charan tumhare phool hamare
Hum balak tum palan hare
Phool hamare


Sukhi na jan jo parbhu ko bhule
Parbhu ko bule
Suraj bin jyu kamal na phoole
Pran bina tan kate ka
Rahte pran tumhare
Sahare phool hamare
Charan tumhare phool hamare
Hum balak tum
Palan hare phool hamare


Shul phool bante jeevan mein
Narayan baste jab man men
Jyoti poojari hote hai
Jab aate dukh ke bin andhiyare
Phool hamare


Ghat ghat wadi mein
Prem parkashi prem parkashi
Ajar amar parbhu ji tum avinashi
Naam tumhara rahe adhar par
Pal chin nish din shyam sakha re
Phool hamare charan tumhare.

More songs from Narasinha Awtar (1949)