Chandni ki paalki mein baithkar song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by M.B.Diwekar. This song was released on 01 Jun 1953.
Hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Aa aa aa aa
Aaa aaa aaa


Chandni ki paalki mein baithkar
Koi aane waala hai


Tasweeren banti hain
Kirnen si chhanti hain
Mere khayaalon mein aaj
Tasweeren banti hain
Kirnen si chhanti hain
Mere khayaalon mein aaj
Mamta ki baanhon mein
Jeewan ki raahon mein
Koi aane waala hai
Tasweeren banti hain


Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Wo meri saanson mein
Liye hai khushboo
Nanhe munne saans ki
Dheere dheere ek moorat
Ban rahi hai aankh ki
Mamta ki baanhon mein
Jeewan ki raahon mein
Koi aane waala hai
Tasweeren banti hain


Man ke sapne phool banke
Chhoote tan ki daar pe
Gungunaakar mast jhhonke
Keh rahe hain pyaar se
Mamta ki baanhon mein
Jeewan ki raahon mein
Koi aane waala hai
Tasweeren banti hain


Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Jyot se ik jyot jaagi
Kalpana ki raah mein
Badh gaya ik aur bandhan
Do dilon ki chaah mein
Mamta ki baanhon mein
Jeewan ki raahon mein
Koi aane waala hai
Tasweeren banti hain
Kirnen si chhanti hain
Mere khayaalon mein aaj
Tasweeren banti hain
Kirnen si chhanti hain
Mere khayaalon mein aaj


Mamta ki baahon mein
Jeewan ki raahon mein
Koi aane waala hai
Tasweeren banti hain.